Jaldi seekhne ke liye 6 techniques aur tricks
Aj Kal ke dour jahan duniya bahut tez ho gayi hai har aik jaldi mn rehta aise mn har koi jaldi sikhna Chahta hai koi bhi Kam ho ya phir parhahe mn jaldi sikhna Chahta hu tu aj ka yeh article apke liye ha tou chalte ha aj ke is article ke bare mn main aapko bataunga jaldi sikhane ke liye tips aur tric kaun si hai to chaliye chalte Hain men artical ki taraf.
1. Pomodoro Technique
Pomodoro technique ek time management or productivity technique jisko tamatar ke naam se liye gya ha kyunki jisne isko develop kiya tha usne is technic ko banane ke waqt tamatar ka istemal kiya tha to iska naam bhi tamatar per hi hai.
Is technique ke mutabik koi bhi chij jaldi sikhane ke liye ya karne ke liye niche diye Gaye process ko follow Karen
Koi bhi technic yaar chij jo aap sikhana chahte hain vah select Karen.
Iske bad aap time set karne jaisa ki 25 minut ho Gaya aap time ko kam ya jyada bhi kar sakte hain Apne hisab se.
FIR timer Shuru Karen aur uske dauran jo bhi aapka chij Sikh Rahe Hain to fir use per hi focus Karen uske alava aur kuchh bhi Nahin
Jab timer khatm ho jaaye to ek 5 minut ka break le len.
Iske bad agla promodoro cycle Shuru Karen aur ise trah se jab aik cycle khatm hi jae tou dosra shro karn.
2. Mind Mapping
Jaldi chezem sikhane ke liye Ham visual concept aur relationship bhi manate Hain jise Hum mind mapping kehte hn yeh aik visual technique hai jisme hum ideas concepts or or information ko organize aur present Karne keliye use karte hn is me aik central idea ya theme banaya jata ha jis mein mn related ideas aur sub topics ko branches aur connections ke rope mn dikhaya jata ha
3 Flashcards
Flash cards bhi aik bohat hi achi technique hai jis me hum key terms and definitions ko revise karte hai isme hu main jaldi sikhne mn madad milte hai .
4. Summarization
Aap ne Jo he sekha ha ya apke pas Jo bhe information available ha usko summarize Karen is taraha se bhe aap jaldi sekh sakhte hn
5. Self-Questioning
Ap Jo sekh Rahe hn uske bari mn apni ap se questioning karn us se apke man mn Jo doubt hogi wo clear hogi aur apke sekhni ka amal jaldi ho jaega
6. Active Recall
Jo bhi information apne hasil ke usko recall karn is Tarah se bhe aap jaldi sekh sakhte hn
Conclusion
Koi bhe chez jaldi sekhane ke liye usko pehle Janana zarori ha phir mukhtlif time par repittaion Karna zarori ha is apke sekhane ka amal tez ho jae ga aur Jo bhe information mile usko summer lize kar ke recall karte ha Rahe. Umeed Karta ho apko
yeh article apko Pasand Aya hoga