HEC lat mn personal statement likhne ka tarika
Hello dosto kaise ho aap logon ki karta Hun ki sab log khairiyat se honge aaj main aapko bataunga acchi si let me in personal statement kaise likhte hain.
HEC lat Kiya ha?
HEC ne 2018 mein supreme Court of Pakistan ke order ke tehat law mn admissions Lene ke liye aik test ko pass Karna lazmi karar diya jise hum LAT( law admission test) kehte hn jis hum total 100 marks ho Jo Kuch is Tarah ha
75 mcqs
15 personal statement
10 essay
Perosnal statement likhne ke liye tips
Perosnal statement mn humain apni bari mn pocha jata ha ke apna zati bayan do is bari barw mn for example neche Kuch example hn
Aap lawyer kiyun banana chahate hn
Apni proudest movement ke bari mn bataye
Jab aap ne Kisi ki madad ki ho us time ke bari mn bataye
Jab apko Zindagi ne sabak sikhaya ha os ke bari mn bataye.
To apko anadaza Hoga ke test kis tarah ka personal statement likhne ke bari mn pocha jata ha to chalte hn main article ke topic ke taraf.
1 language select Karna
Personal statement Ham Urdu aur English donon mein likh sakte hain agar aap English grammer aur vah ke bahut hi acchi hai to aap English mein likhiye Varna aap Urdu mein likh sakte hain to Yahan per language select karna bahut hi jaruri hai ek bar aapane tak aap kar diya to aapko Sara ka sara statement usi mein likhna hoga to language select karne ke waqt bahut hi khyal rakhiega
2 Be yourself
Statement mein aapko Apne bare mein batana hota hai to ismein aap sabse pahle apna taruf karaenge aur aap khud hi apne aap ko byan karenge ismein aapko jyadatar Kisi aur ka example vagaira Nahin Dena hoga.
3 introduction
Statement mein sabse pahle aapko apna introduction Dena Hoga ki aapka naam kya hai aur aap kahan se block karte hain aur aapka Wald vagaira Kya karta hai aur phir aap Jo main theme ha statement ka uske bare mein likhna Hoga.
4 statement body
Statement mein aapko jo jo bhi poochha gaya hai sirf usi ke bare mein bataen jaise ki aapko poochha Gaya ho ki kis time aap madad ki hai Kisi ki to uske bare mein aap bataenge ki aapane kab Kisi ki madad ki ho.
5 topic pa focus rahin
Statement ka jo men topic hai use per focus rahe hain aur usse ziyadah na likhne ki koshish karn aapka men focus topic per hi rahana chahie kiyun ki statement ka matlb hi yahi ha ki Jo pocha gya ha bas uske bari hi likhe.
6 Don’t be long
Statement likhte waqt apko yeh baat zehin mn rakhne Hogi ke aap ziyadah se ziyadah 200 se 300 words tak likh sakte hn kiyun ke apko yehi bolo jata ha aur apko pages bhe 2 milte hn likhne ki liye tou is baat ko zehin mn lazmi rakhe ke apko itne words tak intro dena ha phir itne words ka main theme likhna ha.
7 simple Language use karn
Statement likhte waqt koshish karn ke simple words ka istemal karn aur complex words ya sentences ka istemal na karn to behtar ha is se parhne wale samjhne mn asnani hogi
To dosto Kaisa Laga apko yeh personal statement likhne ke liye tips umeed karta ho ke apko in se help mile gi aur aap apna L
at ka exam achi Tarah se pass kar lenege